AssalamuAlaykum WaRahmatullahi WaBarakatuhYeh meri ammi ki secret recipe hai jo ounhone village ke bawarchi se seekhi thi jab gaon may shaadiyan hoti thi to yehi pulao pakaya jaata thaa humare ghar aaj bhi dawaton may yehi pulao banaya jaata hai iske saath burhani ko serve kerte hain jisse iska maza dobala ho jaata hai zarur banaiyega Maine yahan 2 kg ka pulao banaya hai aap 1 kg ka pulao banane ke liye sare masalon ko aadha ker dijiyega inshaALLAH aapko bahot pasand aeyegi. duaon may yaad rakhiye pasand aae to like kijiye subscribe kijiye aur share kijiye yeh free hai.